Raksha Bandhan Hindi Lyrics - Shreya Ghoshal

Raksha bandhan hindi lyrics, raksha Bandhan english lyrics, raksha Bandhan song lyrics, Shreya Ghoshal raksha Bandhan lyrics, raksha bandhan title tra

Raksha Bandhan Title Track Lyrics

Raksha Bandhan Lyrics sung by Shreya Ghoshal in Raksha Bandhan movie cast by Akshay Kumar. Raksha Bandhan song has composed by Himesh Reshammiya and  written by Irshad Kamil.

Raksha Bandhan (Title Song) Overview

Song: Raksha Bandhan
Movie: Raksha Bandhan
Singer: Shreya Ghoshal
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Himesh Reshammiya
Cast: Akshay Kumar

Raksha Bandhan Lyrics - Shreya Ghoshal


Pehli yaari tumse meri

Pehla ghussa tumse tha

Bhai mere bachpan ka to

Poora kissa tumse tha


Aadha hissa tha woh mera

Aadha hissa tumse tha

Bhai mere bachpan ka to

Poora kissa tumse tha


Raksha bandhan waada hai

Yaa dhaaga hai pyaar ka

Ho dhaaga hai pyaar ka


Thoda sa hai chandan

Chota sa hai teeka

Bandhan zindagi ka


Raksha bandhan waada hai

Yaa dhaaga hai pyaar ka

Ho dhaaga hai pyaar ka


Maa ki ik parchhayi si

Behan mein dikhayi deti

Aur pita nazar aate hain

Bhaiyon ki baat mein


Khoon ka yeh rishta bhi hai

Hai zuban ka naata bhi

Maan jo liya bhai to

Saans saans saath mein


Raksha bandhan waada hai

Yaa dhaaga hai pyaar ka

Ho dhaaga hai pyaar ka

Raksha Bandhan ( Title Track ) Video

Getting Info...

Post a Comment

Please Don't Spam Here ☺️
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.